Migration Certificate kya hai,ise kaise banate hai

What is a migration certificate?


doston is post Mein main aapko migration certificate ke bare mein batane ja raha hu. is certificate ko kaise prapt karte hain aur yah certificate aapko kahan se milega uske bare mein Puri jankari is post mein aapko Di jayegi.to aap is post ko acche se padhiye migration certificate ke bare mein yah post bahut hi acchi post hai.

migration certificate

doston migration certificate kya hota hai .aap ek University se dusri University match change karte ho ya dusri University mein admission lete ho to aapko migration certificate ki avashyakta padati hai.yah certificate aapko purani university ke dwara final year ke bad Diya jata hai.yah aapko 10 12th ke bad bhi prapt ho sakta hai iske liye aapko board dwara diye Gaye form ko fill Kar Na hota Hai.

migration certificate bahut hi achcha certificate hota hai. yadi aapke pass ja certificate hai to aap University change kar paoge naya neta aap ka admission dusri University Mein nahin hoga.

What is migration certificate?


10th ke bad migration certificate kaise prapt karen

doston 10th ke bad migration certificate prapt karne ke liye aapane Jahan se 10th pass Ki Hai. use school se sampark karna padega aur use school ke pracharya dwara aap aapke a migration certificate ke liye university ke liye ek aap ko bataya jaega.Migration certificate online board ki website ke dwara bhi prapt kar sakte hain.

12th ke bad migration certificate kaise prapt kare.

Pashto aapko college mein admission lena hai yadi aap 12th pass kar chuke ho to aapko migration certificate ki avashyakta Hogi yah set vate aapko 12th ki marksheet ke sath School dwara hi Diya jata hai .ya certificate board dwara prapt hota hai jo aapko marksheet ke sath hi pradan kiya jata Hai .yadi hi certificate kho jata hai to aap ise University dwara board dwara dobara se Pa sakte hain. yah iski website ke dwara bhi aap online iske liye apply kar sakte hain .aur apna migration certificate a sakte hain.

Education ke bad certificate migration certificate kaise prapt karen

dosto aapki graduation complete ho chuki hai aur yadi aap apni University change karna chahte hain aur aage ki padhaai puri karna chahte hain uske liye aapko admission ke liye migration certificate ki avashyakta Hogi ya certificate aapko university ke dwara milega iske liye aapko University ki website per online apply karke bhi prapt kar sakte hain ya to aap apni University jakar bhi aap vahan se apna migration certificate Le sakte hain.

migration certificate


What documents are required for a migration certificate?

Migration certificate ke liye nimn Prakar ke dastavej ki avashyakta hoti hai


1)yadi aap 10th ke bad migration certificate le rahe hain to sirf 10th ki marksheet aur sath mein Apne samast document Jaise jati praman Patra aay praman Patra sthai nivasi praman Patra ki avashyakta hoti. Apni koi bhi 1 identity proof ke document ki jarurat padati hai iske liye.

2)12th ke baad migration certificate pani ke liye aapko 10th aur 12th donon ki marksheet ke sath sath jaati praman Patra aay praman Patra aur identity proof document ki avashyakta hoti hai.

3) graduation ke bad graduation ke bad aap scores University jaane ke bad yadi aapko migration certificate chahie to apni graduation degree ki samast semester ki marksheet aur 10th 12th ki marksheet ke sath sath aapko identity proof Jaise document ki avashyakta hoti hai.

4)University change karne ke liye aapko migration certificate ki avashyakta Hogi ya certificate aapko University purani University jo aap chhodana chahte Hain uske dwara Ek migration certificate Diya jaega ya certificate nahin University ko dekar aap University mein admission Le sakte hain apni University change kar sakte hain.


Where can I get the form for migration certificate?

migration certificate ke liye form aapko University se bhi mil jaate Hain  .aap jis University ka migration certificate Pa sakte hain uski official website se bhi aap ya certificate ke form online apply kar sakte hain ya certificate aapko aasani se 10 se 15 din mein aapko Mil jata Hai.
13-Jul-201


migration certificate application


how to write application for migration certificate

migration certificate meaning

how to get migration certificate online

school migration certificate format

migration certificate in hindi

when is migration certificate required

application for migration certificate in hindi